SHREE SHIV CHALISA (श्री शिव चालीसा)
Here we have provided Shree Shiv Chalisa in Hindi which is dedicated to Lord Shankar. Lord Shiva is considered to be the worshipable God of Hindus who also known as “the destroyer” in Trimurti. Lord shiva can be found from Shiv Chalisa. It is said that those who are not able to recite Shiv Purana in the month of Sawan, they can become a part of Mahapunya by reciting Shree Shiv Chalisa.
SHREE SHIV CHALISA (श्री शिव चालीसा)
॥ Doha (दोहा) ॥
Jai Ganesh Girija Suvan,
Mangal Mul Sujan।
Kahat Ayodhya Das Tum,
Dev Abhaya Varadan ॥
॥ Chaupai (चौपाई) ॥
Jai Girija Pati Dinadayala।
Sada Karat Santan Pratipala ॥1
Bhala Chandrama Sohat Nike Kanan।
Kundal Nagaphani Ke ॥2
Anga Gaur Shira Ganga Bahaye।
Mundamala Tan Chhara Lagaye ॥3
Vastra Khala Baghambar Sohain Chhavi।
Ko Dekha Naga Muni Mohain ॥4
Maina Matu Ki Havai Dulari।
Vama Anga Sohat Chhavi Nyari ॥5
Kara Trishul Sohat Chhavi Bhari Karat।
Sada Shatrun Chhayakari ॥6
Nandi Ganesh Sohain Tahan Kaise।
Sagar Madhya Kamal Hain Jaise ॥7
Kartik Shyam Aur Ganara-U Ya Chhavi।
Ko Kahi Jata Na Kauo ॥8
Devan Jabahi Jaya Pukara।
Tabahi Dukha Prabhu Apa Nivara ॥9
Kiya Upadrav Tarak Bhari।
Devan Sab Mili Tumahi Juhari ॥10
Turata Shadanana Apa Pathayau।
Lava-Ni-Mesh Mahan Mari Girayau ॥11
Apa Jalandhara Asura Sanhara।
Suyash Tumhara Vidit Sansara ॥12
Tripurasur Sana Yudha Machayi।
Sabhi Kripakar Lina Bachayi ॥13
Kiya Tapahin Bhagiratha Bhari।
Purva Pratigya Tasu Purari ॥14
Danin Mahan Tum Sama Kou Nahin।
Sevak Astuti Karat Sadahin ॥15
Veda Nam Mahima Tab Gayaee।
Akatha Anandi Bhed Nahin Payee ॥16
Pragate Udadhi Mantan Men Jvala।
Jarat Sura-Sur Bhaye Vihala ॥17
Kinha Daya Tahan Kari Sahayee।
Nilakantha Tab Nam Kahayee ॥18
Pujan Ramchandra Jab Kinha।
Jiti Ke Lanka Vibhishan Dinha ॥19
Sahas Kamal Men Ho Rahe Dhari।
Kinha Pariksha Tabahin Purari ॥20
Ek Kamal Prabhu Rakheu Joi।
Kushal-Nain Pujan Chaha Soi ॥21
Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar।
Bhaye Prasanna Diye-Ichchhit Var ॥22
Jai Jai Jai Anant Avinashi।
Karat Kripa Sabake Ghat Vasi ॥23
Dushta Sakal Nit Mohin Satavai।
Bhramat Rahe Mohin Chain Na Avai ॥24
Trahi-Trahi Main Nath Pukaro।
Yahi Avasar Mohi Ana Ubaro ॥25
Lai Trishul Shatrun Ko Maro।
Sankat Se Mohin Ana Ubaro ॥26
Mata Pita Bhrata Sab Hoi।
Sankat Men Puchhat Nahin Koi ॥27
Svami Ek Hai Asha Tumhari।
Ava Harahu Aba Sankat Bhari ॥28
Dhan Nirdhan Ko Deta Sadahin।
Jo Koi Janche So Phal Pahin ॥29
Astuti Kehi Vidhi Karai Tumhari।
Kshamahu Nath Aba Chuka Hamari ॥30
Shankar Ho Sankat Ke Nishan।
Vighna Vinashan Mangal Karan ॥31
Yogi Yati Muni Dhyan Lagavan।
Sharad Narad Shisha Navavain ॥32
Namo Namo Jai Namah Shivaya।
Sura Brahmadik Par Na Paya ॥33
Jo Yah Patha Karai Man Lai।
Tapar Hota Hai Shambhu Sahayee ॥34
Riniyan Jo Koi Ho Adhikari।
Patha Karai So Pavan Hari ॥35
Putra-hin Ichchha Kar Koi।
Nischaya Shiva Prasad Tehin Hoi ॥36
Pandit Trayodashi Ko Lavai।
Dhyan-Purvak Homa Karavai ॥37
Trayodashi Vrat Kare Hamesha।
Tan Nahin Take Rahe Kalesha ॥38
Dhupa Dipa Naivedya Charhavai।
Anta Vasa Shivapur Men Pavai ॥39
Janam Janam Ke Paap Nasave।
Antvaas Shivapur Mein Pave ॥40
Kahai Ayodhya Asha Tumhari।
Jani Sakal Dukha Harahu Hamari ॥
॥ Doha (दोहा) ॥
Nitya Nema kari Pratahi।
Patha karau Chalis ॥
Tum Meri Man Kamana।
Purna Karahu Jagadish ॥
Also Check Shree Shiv Chalisa in Hindi | श्री शिव चालीसा अंग्रेजी में पढ़े।